HOW TO VERIFY PAYZA ACCOUNT IN PAKISTAN?
agar apka payza account hai to ap is tareekay se apna account verify kr sakty ho
Payza account paypal ki tarhan ka aik
online bank hai jis ke zariye ap online
payment bhi kar sakte hain aur
Pakistan main paise wasool bhi kar
sakte hain mager Payza account ko
verified karna zaroori hai
online bank hai jis ke zariye ap online
payment bhi kar sakte hain aur
Pakistan main paise wasool bhi kar
sakte hain mager Payza account ko
verified karna zaroori hai
kyun ke
verified account ke zariye hi ap apni
payments withdraw karwa sakte hain
aur verified karne ka dosra maqsad
Payza account ko secure karna hai
taake
verified account ke zariye hi ap apni
payments withdraw karwa sakte hain
aur verified karne ka dosra maqsad
Payza account ko secure karna hai
taake
payment kisi dosre bande ko na
ho sakay aur kisi issue ke create hone
ki surat main usay sahi tarhan hal kia
ja sake.
ho sakay aur kisi issue ke create hone
ki surat main usay sahi tarhan hal kia
ja sake.
Ab yahan baat yeh hai k
Payza account ko verified kaise kia
jaye to Payza apko account verification
k bohat se tareeqay de raha hai
Payza account ko verified kaise kia
jaye to Payza apko account verification
k bohat se tareeqay de raha hai
jin main
sab se pehla tareeqa
Payza account ko Bank Credit card ke zariye verify karna hai.
Payza account ko Bank Credit card ke zariye verify karna hai.
Credit Card K Zariye Verification
Payza account ko ap apne credit card
k zariye bhi verify kar sakte hain
magr
k zariye bhi verify kar sakte hain
magr
baaz Pakistani card payza
account ko verify karne main cargar
sabit nai ho rahay yani Pakistani
Banks k credit cards k zariye
verification main bohat se technical
issues saamne aye hain
account ko verify karne main cargar
sabit nai ho rahay yani Pakistani
Banks k credit cards k zariye
verification main bohat se technical
issues saamne aye hain
k Pakistani
cards payza account ko verify nai kar pa rahay
cards payza account ko verify nai kar pa rahay
magr
phir bhi ap in steps
par amal kar k apna Payza account
Pakistani Credit Card k zariye verify
karne ki koshish kar sakte hain .
par amal kar k apna Payza account
Pakistani Credit Card k zariye verify
karne ki koshish kar sakte hain .
- 1. Sab se pehle apne Payza account
mian apni ID aur Password ke zariye
login karain.
- 2. Apne Payza account main di gai
option "Add a credit card" par click karain.
- 3. Apna credit card Name , Number ,
CVC Code enter karain aur form submit kar dain.
Ab
Payza apke account ko check
karne k liye apke credit card
main se 1$ se 2$ tak kaatay ga
karne k liye apke credit card
main se 1$ se 2$ tak kaatay ga
is liye apke credit card main
verification ke liye kam az kam 5$ hona zaroori hain.
verification ke liye kam az kam 5$ hona zaroori hain.
Ab apke email ID par apki account
statement bhej di jaye gi .
statement bhej di jaye gi .
Dobara
24 hours k baad apne account
main login karain aur apna verified
Payza account check karain .
24 hours k baad apne account
main login karain aur apna verified
Payza account check karain .
Payza Account Verification Bank Wire K Zariye :
Bank Transfer aur Bank Wire (Swift)
Deposit k zariye Payza account verify
karna thora mushkil process hai
Deposit k zariye Payza account verify
karna thora mushkil process hai
jis main paise transfer to Payza via bank
wire aur bank transfer bhijwai jate hain .
wire aur bank transfer bhijwai jate hain .
Pakistan main log is process ko
bohat kam istimal karte hain
bohat kam istimal karte hain
mager
apko is ka tareeqa kaar neeche bata
raha hon jis par amal kar ke ap apna
Payza account verify kar sakte hain.
apko is ka tareeqa kaar neeche bata
raha hon jis par amal kar ke ap apna
Payza account verify kar sakte hain.
1. Apne Payza account main login
karain.
karain.
2. Apne account main di gai Deposit ki
option main Bank Wire ki option ko
select karain.
3. Ab verification page par jain wahan
bank wire ke zariye verification
purpose k liye bheji jane wali amount ko
darj karain .
option main Bank Wire ki option ko
select karain.
3. Ab verification page par jain wahan
bank wire ke zariye verification
purpose k liye bheji jane wali amount ko
darj karain .
Amount darj karne ke
baad Submit karian ab wahan Pending
likha howa nazar aye ga.
baad Submit karian ab wahan Pending
likha howa nazar aye ga.
- 4. Bas ab ap apne bank account ke
zariye online paise Payza ke account
main transfer kar dain
jaise he Payza account main paise transfer hoon gay
apka account verify ho jaye ga.
apka account verify ho jaye ga.
Payza Account Verification Important Documents Ke Zariye :
Pakistan main rehne walay log apna
Payza account apne important Legal
Documents ke zariye bhi verified kar
sakte hain in legal documents main
Payza account apne important Legal
Documents ke zariye bhi verified kar
sakte hain in legal documents main
ap k CNIC ki scan ki hoi copy,
Utility bill ki scan ki hoi copy
aur
Bank statements shamil hain.
Ap apna payza
account apne shanahti card ya ghar
k utility bills aur ya bank statement
k zariye verify karwane ke liye payza
team se direct contact kar sakte hain.
account apne shanahti card ya ghar
k utility bills aur ya bank statement
k zariye verify karwane ke liye payza
team se direct contact kar sakte hain.
Is maqsad k liye ap Payza team k online
representative se live chat bhi
kar sakte hain aur usay account legal
documents k zariye verify karne ki
request kar sakte hain.
Legal
documents ke zariye email bhejne, ya
representative se online chat karne ke liye yahan
CLICK KARAIN
agar koi problm ho to poch sakty ho
documents ke zariye email bhejne, ya
representative se online chat karne ke liye yahan
CLICK KARAIN
agar koi problm ho to poch sakty ho